hairdryer ka is istemal kaise kare ?

  Hallo dosto apka chota bhai fir se       aagya hai apko  informative batein    lekar jo ki  rahti hai apke liye  bahut  jaruri 

 Hii friends mera name saurbh hai aur aap  padh rahe hai mera article beauty in  fashion to chaliye dosto chalte hai aj ke  topic per

 Aj ka topic hai ki hairdryer ka use  kaise kare is iske koi side effects hai  kya 



   Hairdryer use kre ki nhi

 Ha hame hairdryer ka use karna  chahiye isse hamare hair essaly set ho  jate hai esse asani se aur bahut jaldi  se bal set ho jaate hai esse bolo ko ek  volume milta hai matlab kadakpan to  aap bhi use kar sakte ho maine to Liya tha  vo 400 hundred rupees ka tha jo ki 1500  Sao volt ka tha lekin hamare hair ke  liye 1800 volt hi thik rahta hai !


  Kaise balo ko set kare ?


          
 Friends mai apko step by step                bataung ye kuch char se panch step    hai 

    1.step: apne balo ko dhona 

 Friends apne balo ko achhe tarike  se dhoye kyuki balo me jo dhul  dast  rahta hai usme agar hit pade  to balo ka rukhe hone ka khatra  jyada hota hai to bal dhone ke bad  next step 

       2.step balo ko sukhana 

 Dosto bal dhone ke bad balo ko  achhi tarah se towal ya suti ke  kapde se sukha de pura na  sukhaye per thoda gila rahne de  ab next step hai

        3.step hit protection

 Dosto agar aap hair dryer use karte hai to  apko bahot jaruri hai hit protection ki Kyo  ki drayer se apke balo ko garm hawa ke    karan apke balo ka natural oil kam ho jata  hai jisse apke bal rukhe aur khusk  dikhenge aur andar se kajor ho jaate hai  hit protection jarur lagay aur agar  available  nhi hai to aloe vera jel bhi laga le  ye bhi  vahi kam karega chalo dosto next  step  !

4.step se karna

Dosto ab ye apke uper nirbhar karta hai ki kaise bal hai kaise rakho ge to set to kar hi lo ge drayer hai to fir jaise rakhana hai vaise set karo aur ab next and last step jo ki mera favourite hai

 5. Hair wax lagane

Dosto apne to balo ko set bhi kar Liya ab ise vaise ke vaise hi 3-4 ghanto ke liye rakhana hai to wax lagaye agar apko wax lagana nahi  aata to mere article me maine bataya hai jarur padhe 

    Note: kuch sawdhaniya jo drayer lagate samay karni hai  


    1. Drayer use karte wakat kam
    se kam 7-8 Inc balo se dur
    rukhe 

    2. Dosto sukhe balo me hair
    drayer use na kare balo ko
    dhokar kre 
     
   3. Wax lagaye to rat ko sone se 
    Pahle wax ko jarur dhole 

              Thanks dosto apne yah article padh 
             -a dosto maine kuch aur bhi article 
              Post kiya hai ek bar jarur padhe
              beauty aur fashion related hai to
              thanks dosto by by 

Comments

Popular posts from this blog

livon hair serum कैसे लगाए बालो मे ? हिन्दी मे

panderm pluse cream । भूलकर भी न लगाए यह क्रीम । beauty tips .

Pimple se kaise Bache ya acane kyu hote hai