balo me bina hair wax lagay kaise set kare sirf 5 minut me

hallo dosto apka bhai saurbh fir se ek beauty tips lekar aagya hai aaj hame janege ki aap bina wax ke apne baalo ko perfect hold de sakte ho to chalte hai kaise kar sakte hai 


               
to chaliye dosto ab ham jante hai ki  bina wax ke hair set kaise aur kyu kare ab ap socho ge ki hamare aas pas itne hair wax available hai to kyu bina wax ke set kare to mai bata du har koi aisa nhi sochta koi hair wax ke khatarnak camicle se bachana chahta hai to kisi ke pass paiso ki problem hoti hai vo kar sakte hai to koi hair wax ke side effects ki vajah se aadi ! to dosto karan to pta chal gya ki bina wax ke kyu set kare ab mai step by step apko bataunga !

to dosto ye kuch jyada der ka hold nhi de payega jyada se jyada 2-3 ghante ka power hoga hold ka to aap khi party saadi garden ya kahi bahar jaye to hi lagaye esse pure din ka hold nhi de payega !

to dosto ab aate hai main topic per to sabse pahale to ap ko apne balo ko bahut acche se sampoo kar ke dhona hai esse apke bal suljh jayenge balo me jo gandgi hogi vo nikal jayegi bal dhone ke bad aaghe !

balo to towel ya hair drayer ke sahayta se sukha le dyan rahe ki balo me bil kul bhi paani na bache puri tarah se dry kar le aur agar dryer nhi hai to towel se baalo ko 5 minut tak ragadiye bina ruke !

ab sabse  jaruri chiz dosto  maine esse khud 2 month tak apply kiya hai     apne balo   me  aur   ab maine   mg  5 hair  wax le    liya hai
jane mg5 hair wax kaise lagayehttps://myfashion1210.blogspot.com/2020/04/mg5-hair-wax-kaise-lagaye-ise-use-karna.html?m=1

to mai ese ab band kar diya hai paiso ki problem ke vajah se maine ise use kiya per bahut hi kamal ka benifit mila aur ap bhi try karo aur batao dosto aloe vera jel sun kar ajib laga hoga magar yahi hai jo apke balo ko hold dega ab ese lagay kaise ? to balo ko dry karne ke bad aloe vera le aur sara jel nikal le aur apne balo me lagay jis side ko set karna hai us taraf apply karo aur pankhe me sukhane ya drayer se sukha le  aur hath se set kar to dosto apke bal set ho jayenge aur agar apke pass drayer hai to is link me jakar jaru padhe ki drayer se balo ko kaise set kare
https://myfashion1210.blogspot.com/2020/04/hairdryer-ka-is-istemal-kaise-kare.html?m=1

 thank for reading frends .

Comments

Popular posts from this blog

livon hair serum कैसे लगाए बालो मे ? हिन्दी मे

panderm pluse cream । भूलकर भी न लगाए यह क्रीम । beauty tips .

Pimple se kaise Bache ya acane kyu hote hai